Android mobile ka Ram kaise badhaye janiye

 Hye friends..

Aaj mai apko batane ja raha hu Android mobile ka Ram kaise badhaye janiye Aaj kal Android Mobile ka use sabi log kar rhe hai Par jo log Old android mobile use kar rhe hai usme kaphi logo ka RAM kam hone ki wajah se bahut problem hoti hai.

Jaise unka phone hanging problem,game nahi chal pana,or bahut sare problems aate hai.
Agar aap Apne android mobile me ye Sab chalana chahte hai to RAM badha kar dekhe.

Mobile ka RAM badhane ke liye mere is post ko pura padhe to chaliye jante hai Android mobile ka Ram kaise badhaye

Android mobile ka Ram kaise badhaye janiye

Android mobile ka Ram kaise badhaye janiye

Steps ko flollow kare.
1.sabse pahle Aap ka mobile Rooted hona   chahiye agar aap ka mobile rooted nhi hai  ya aap ko mobile root nhi  Karna aata hai to niche link  par click kar ke post ko pura padhe

2. Ab aap ko ROEHSOFT RAM EXPANDER” Name ka aap ko download Karna hia. ye app Google par search Kare aap ko mil jayega.

Download karne ke liye yaha click kare.

3.ROEHSOFT RAM EXPANDER app download karne ke bad apna mobile  ko restart kare ager aap karna chahte hai to nhi to nhi bhi kar sakte hai.

4.ab ROEHSOFT RAM EXPANSER aap ko install kar ke Open kare.

5.Open karne ke baad aap ko upar me Swpfile  ka options hoga usme aap ko ek nila
Nisan milega usko right me drag kariye.jaise ki pic.. me hai.

Android mobile ka Ram kaise badhaye janiye.
Add caption

 

jitni Mb aapko ram badani hai utna drag kariye.

 Line ke bagal  me aapko Mb badhane ke liye dikhega uspar jitni Mb ram aap ko drag kiya hai utna us me bhare.
jaise ki upar pic..me hai.

6.Ab aap ko uske niche (Swappiness) name ka ek line dikhega uspar aap ko ek nila nisan dikhega usko pura (full) right site me drag kariye.jaise ki pic…me kiya huaa hai.

Android mobile ka Ram kaise badhaye janiye.
Add caption

 

7.Ab aap ko upar me SwpActive  option dikhega  aap ko uspar click karna click karne par create hona chalu ho jayega.

Android mobile ka Ram kaise badhaye janiye.
Add caption

 

Swap file  100% create hone ke bad  aapna phone restart kariyega.
Ab apke phone ki ram bad chuka hai.

Yad rakhiye ye jo ram Aap ne badhai hai wo setting me jakar chek karege to so nhi karega kyu ki ye method se humare phone ki vertual ram badti hai .But aapka phone fast ho gya hoga.

Note:- koi bhi aap ko problem ram badhane me aaye to niche comment me likhe or ise shere Kare.

Search Tags :

how to increase ram on android mobile

Android mobile ka Ram kaise badhaye janiye

how to create virtual ram in android mobile

Android mobile ka Ram kaise badhaye janiye

old android phone hang problem solve

Android mobile ka Ram kaise badhaye janiye

Android mobile ka Ram kaise badhaye janiye

Android mobile ka Ram kaise badhaye janiye

Hi guys Mera name Dhiraj Roy hai or mujhe sabhi ko help karna accha lagta hai. Main is website ko aap logo ki help karne ke liye Banaya hu.

Leave a Comment