Hye friends..
Aaj mai apko batane ja raha hu Android mobile ka Ram kaise badhaye janiye Aaj kal Android Mobile ka use sabi log kar rhe hai Par jo log Old android mobile use kar rhe hai usme kaphi logo ka RAM kam hone ki wajah se bahut problem hoti hai.
Jaise unka phone hanging problem,game nahi chal pana,or bahut sare problems aate hai.
Agar aap Apne android mobile me ye Sab chalana chahte hai to RAM badha kar dekhe.
Mobile ka RAM badhane ke liye mere is post ko pura padhe to chaliye jante hai Android mobile ka Ram kaise badhaye
Android mobile ka Ram kaise badhaye janiye
2. Ab aap ko “ROEHSOFT RAM EXPANDER” Name ka aap ko download Karna hia. ye app Google par search Kare aap ko mil jayega.
3.ROEHSOFT RAM EXPANDER app download karne ke bad apna mobile ko restart kare ager aap karna chahte hai to nhi to nhi bhi kar sakte hai.
4.ab ROEHSOFT RAM EXPANSER aap ko install kar ke Open kare.
5.Open karne ke baad aap ko upar me Swpfile ka options hoga usme aap ko ek nila
Nisan milega usko right me drag kariye.jaise ki pic.. me hai.
Add caption |
jitni Mb aapko ram badani hai utna drag kariye.
6.Ab aap ko uske niche (Swappiness) name ka ek line dikhega uspar aap ko ek nila nisan dikhega usko pura (full) right site me drag kariye.jaise ki pic…me kiya huaa hai.
Add caption |
7.Ab aap ko upar me SwpActive option dikhega aap ko uspar click karna click karne par create hona chalu ho jayega.
Add caption |
Swap file 100% create hone ke bad aapna phone restart kariyega.
Ab apke phone ki ram bad chuka hai.
Yad rakhiye ye jo ram Aap ne badhai hai wo setting me jakar chek karege to so nhi karega kyu ki ye method se humare phone ki vertual ram badti hai .But aapka phone fast ho gya hoga.
Note:- koi bhi aap ko problem ram badhane me aaye to niche comment me likhe or ise shere Kare.
Search Tags :
how to increase ram on android mobile
Android mobile ka Ram kaise badhaye janiye
how to create virtual ram in android mobile
Android mobile ka Ram kaise badhaye janiye
old android phone hang problem solve
Android mobile ka Ram kaise badhaye janiye
Android mobile ka Ram kaise badhaye janiye
Android mobile ka Ram kaise badhaye janiye
Read More : Android mobile ko root kaise kare
Read More : Youtube Se Video kaise Download Kare
Read More : Windows 7 me Pen Drive se Computer ka Ram kaise badhaye.
Read More : Smartphone ka speed kaise badhaye jane