Android mobile Se Computer Me Internet Kaise Chalaye

Hye friends.

Aaj me aap ko batane wala hu ki Android mobile Se Computer Me Internet Kaise Chalaye kai log hai jine office ka kam ya or kuch kam karna hota hai jo ki mobile par nhi hota hai usake liye computer ya laptop ki jarurt parti hai tab kam ho pata hai.

to aaj main is post me batane wala hu ki kaise apne smartphone se Computer me Internet chalaye to aap ka Jada time na lete huye main batata hu.

Is Post me main app ko bataunga ki kaise hum apne Android Phone ko Computer se Connect kar ke Internet chala sakte hai.

Android mobile Se Computer Me Internet Kaise Chalaye

Android mobile Se Computer Me Internet Kaise Chalaye

Steps ko follow kare.

1.Sabse pahle aap apne Android Phone yani smartphone ko USB se Computer ya Laptop se Connect kare.

2.Phir aap Apne Mobile ka DaTa matlab apne mobile me net ko On kare aur chek karle ki Mobile me net hai ya nhi.

3.Ab aap apne mobile Setting me jaye. Aur Wireless & Hotspot  par  click kare.

hindimetrips.blogspot.com

 

 Aur Thethering & portable hotspot  me USB Tethering Option par click karke Enable kar de.jaise ki niche pic..me Diya huaa hai.

hindimetrips.blogspot.com

 

4.Ab aap apne computer ya laptop jo use kar rhe hai usme dekhiye ki aap ke Computer ke Desktop me Left Side ke niche Jise Taskbar kahte hai uske bagal me ya usme ek signal aa rha hoga.jaise ki pic..me hai.

hindimetrips.blogspot.com
Bas ho gya aap ka smartphone computer se net connect ab  enjoy kare.
hindimetrips.blogspot.com

 

Note:- Aap ko koi bhi problems….ho to niche comments kare or is post ko  fb WhatsApp aap par Shere kare.

Search Tags :

Android mobile Se Computer Me Internet Kaise Chalaye

android mobile se computer pc me internet kaise chalaye

Android mobile Se Computer Me Internet Kaise Chalaye

android mobile se net kaise chalaye

android phone se computer me internet kaise chalaye

Hi guys Mera name Dhiraj Roy hai or mujhe sabhi ko help karna accha lagta hai. Main is website ko aap logo ki help karne ke liye Banaya hu.

Leave a Comment