Hye friends
Aaj main app ko batauga ki Smartphone ka speed kaise badhaye jane Jada tar log mobile slow working karne ke bajah se paresan hojate hai mobile slow hone ka wajah hota hai.
Mobile ka ram or processer ye sab agar aap ke mobile me kam hai to app ka mobile slow ho jata hai.
is wajah se app ka mobile slow kam karta hai. Jada tar logo ke pass kam Ram wali mobile hi hoti hai.
agar app new mobile lene ja rhe hai to us mobile ka ram kam se kam 4Gb ram hona chaliye.
tabhi app ka mobile fast kam karega agar app ke mobile me 4Gb se kam ram hai to Smartphone ka speed kaise badhaye jane main aap ko batauga taki aap ka phone fast kaam kare.
or aap ka phone hung na ho or koi app crush na ho or aap ka phone sahi se chale. app mere post ko follow kare taki aap ka mobile fast ho jaye to chaliye jante Android mobile ka fast kaise karte hai.
Smartphone ka speed kaise badhaye jane
1.Sabse pahle app apne mobile ke phone setting me jaye phone setting me About device me jaye.
about device me niche Build Number naam ka option honga uspar lagatar 8 se 10 baar click karte rahe.
uspar click karne se apke setting me developer option release hojayega.
Jaise ki niche pic..me Diya huaa ha.
Add caption |
Add caption |
5.Animator duration scale isko bhi off kare ya 5x par click kare.jaise ki pic..me hai.
Add caption |
Search Tags :
Smartphone ka speed kaise badhaye jane
Smartphone ka speed kaise badhaye jane
mobile ki speed kaise badhaye
Read More : Android mobile ko root kaise kare
Read More : Youtube Se Video kaise Download Kare
Read More : Windows 7 me Pen Drive se Computer ka Ram kaise badhaye.
Read More : Android mobile ka Ram kaise badhaye janiye