Android mobile ko factory reset kaise kare janiye

Hye friends.

Aaj main aap ko batauga ki kisi bhi Android mobile ko factory reset kaise kare friends kabhi kabhi aapka phone hang hone lagta hai ya slow ho jata hai kyu ki kai sare apps mobile me install kar lene se aapke phone  ki speed slow ho jati hai.

or phone ki speed kam ho Jane par aap ko gussa pan  Bhi feel karte honge to agar aap phone ko fir se naye roop me pana chahte hai to aapko apna phone factory reset karna hoga.

Android mobile ko factory reset kaise kare janiye

Android mobile ko factory reset kaise kare janiye

Mere steps ko follow kare.
1.Aap  factory reset karne ke liye apne mobile  ka settings open kare.

2. Ab backup and reset par click kare jaise ki pic me hai.

 

Www.Hindi me trips.com
Www.Hindi me trips.com

 

3.Ab aap ko ek option dikhega “factory data reset” us par click kare jaise ki pic..me hai.

 

Www.Hindi me trips.com
Www.Hindi me trips.com

 

3. Ab aap ko ek warning dikhegi use accept pe click kare.

4. Ab aapka phone reset pin mangega  agar aap ne apne phone me password ya pattern lock dala hua hai wo dalde.
5.Ab aap ko kuch der Wait kare. jab aapka phone restart hone lagega to phone ko kuch na Kare kyu ki abhi aapka phone sare data ko delete kar rha hoga or aapke phone ko restore kar rha hai.
jab aapka phone on ho jayega to aapka phone bilkul new jaisa lagega kyu ki ab aapke phone ke sare data delete ho gye hai bas aap ka mobile me factory reset  ho gya.
 Kaise lagi meri post niche comment me likhe or koi bhi program ho to niche likhe.

Search Tags:

Android mobile ko factory reset kaise kare

Android mobile ko factory reset kaise kare

Hi guys Mera name Dhiraj Roy hai or mujhe sabhi ko help karna accha lagta hai. Main is website ko aap logo ki help karne ke liye Banaya hu.

Leave a Comment