Android mobile ko recovery mode me factory reset kaise kare janiye

Hye friends.

Aaj main aap ko batauga ki Android mobile ko recovery mode me factory reset kaise kare recovery mode me factory reset  karne se kya hota hai jane agar aap ke mobile me lock lag gay hai to aap use hata sakte hai or agar aap ka mobile slow kam kar rha hai to aap recovery factory rested kar ke apne mobile ko ek dam nre jaisa bana saktebhai.yahi nhi or bahut kuch kar sakte hai.

Android mobile ko recovery mode me factory reset kaise kare

Android mobile ko recovery mode me factory reset kaise kare

Har Android phone brand ko recovery mode me open karne ke liye alag alag keys combination hote hai. mai aapko 3 key combination bata RHA hu jo isme se koi na koi combination ke keys press karne se hoga.
1.VOLUME UP + POWER KEY + MENU KEY
2.VOLUME DOWN + POWER KEY
3.VOLUME UP + VOLUME DOWN + POWER KEY
jab aapka phone recovery mode me open ho jaye to aap ko options me se Wip data ya factory reset option   ko select Karna hoga. agar recovery mode me aapke phone ka touch kam nhi kar RHA hai to aap volume up or volume down keys ki madad se option me upar niche kar sakte ho.

 or kisi option ko select Karna ho to power key ka use kare ya men’s ka BAGAL ka touch kare. ab aapka phone me factory reset par click karne se factory reset hona start ho jayega.

phone ke on hone ke bad aap dekhenge ki aapke phone ka Sara data delete ho chuka hai. or ab aapka phone bilkul pahle jaisa  kam karega jaise ye pahle hua karta tha.

Search Tags :

Android mobile ko recovery mode me factory reset kaise kare

Android mobile ko recovery mode me factory reset kaise kare

Hi guys Mera name Dhiraj Roy hai or mujhe sabhi ko help karna accha lagta hai. Main is website ko aap logo ki help karne ke liye Banaya hu.

Leave a Comment