Computer ko fast kaise kare janiye

Hye friends 
Aaj main aap ko batane wala hu ki Computer ko fast kaise kare hamare computer me koi sare kam karne se ya or kai karn se hamare computer slow ho jata hai.
or computer slow ho jata hai to chaliye main aap ko batata hu ki apne computer ko fast kaise kare.
aap ne dekha hoga ki jab hum New Computer kharidte hai to humara Computer Fast chalta hai.
par thode hi dino me hi ye Slow ho jata hai. Kya aap apne Computer ki Slow Speed se pareshan hain to janiye  apne Computer ko Super Fast kaise kare .
Computer ko fast kaise kare janiye

Computer ko fast kaise kare janiye

Step ko follow kare.
Step 1 : Hum apne Computer me Temporary files ko Delete kar ke Computer ka Speed badha sakte hai Temporary files ko Delete karne ke liye apne Computer me Run Comand Open kijiye.
Run Comand Open karne ke liye Window + R dabaye Ab Run me %Temp% Type kar ke Enter kijiye Ab sare Temporary files ki list Open ho jayegi
Sabhi files ko Ctrl+A daba kar All Sellect kar le fir Shift+Delete button daba kar ke Enter par click kare ab sari files Delete ho jayengi Aur apke Computer ki Speed bhi badh jayegi.
Step 2 : Ab aap Apne Computer ke Run Comand me ja kar Recent Places Type kare. Sari Recent files ki list Open ho jayegi. Ab All Select kar ke Delete kar de.
Step  3 : Apne Computer ke Recycle Bin ko humesha saaf rakhe Kyu ki jab hum apne Computer se koi file Delete karte hai to vo Recycle Bin me chali jati hai. Agar apko files ko bina Recycle Bin me jaye Direct Delete karna hai to aap Shift + Delete ke button ko dwakar kar Delete kar sakte hai.
Step 4 : Aapne Computer se Bina Vajah ke Sare Software Nikal de ! jo kisi Kam ke  nahi hai Wo Kyu ki Bina kam ki Chiz hi hume Parishan karti hai .
Step 5 :Computer ko Fast rakhne ke liye aap apne computer me Antivirus jarur use kare aur Regular apne Computer ko Scan karte rahe Is se apke Computer me Virus khtam ho jayega.
Aur apka Computer humesa fast hi rahega Aap Free me bhi Antivirus bhi use kar sakte ho Jaise –Avast,  Antivirus etc.
Step 6 : Aagar aap Internet User Ho hamesha Internet Se Jude Rehte hai to internet Browser se  Internet History ko Delete kar te Rahe .
Step 7 : Computer Desktop par Folder Ya File ko Save na Kare .Jitna ho sake Uthna Desktop ko Khali rakhne ki koshish kare .
Step 8 : Aagar app Cyber Se Koi File ya Document Download kar ke La rahe ho to sawdhan  kyu ki Cyber ke computer me Virus Ka problem Aam hota hai . to jabhi Cyber se koe File ya Data lekar Aa rahe ho to use Aapne computer me Execute kar ne ke pehala Anti virus se Scan kar lo .
Friends Meri Ye post  Apko Kaisi Lagi Aap Comments Jarur kare or is post ko shere kare .Aur  aap ko kuchh problem ho to comment me likhe.

Search Tags :

Computer ko fast kaise kare

Computer ko fast kaise kare

Computer ko fast kaise kare

hindimetrips.xyz

Hi guys Mera name Dhiraj Roy hai or mujhe sabhi ko help karna accha lagta hai. Main is website ko aap logo ki help karne ke liye Banaya hu.

Leave a Comment