Alexa rank kaise Verify Karaye

Hi friends

Alexa me website/blog ko add (submit ) karne ka tarika bhut hi aashan hai aap iss post ko acchi tarah follow karke apni website blog ko alexa rank me submit kar sakte hia to chaliye jante hai Alexa rank kaise Verify Karaye

Alexa rank kaise Verify Karaye

Alex Rank kya hai janiye !

Alexa ek Website ki value  batane wali website hai alexa rank se aap kishi bhi website ki traffic or rank ka pata laga sakte hai agar aap ke site ko koi open karte hai ya post padhte hai to ye sab hamare alexa rank se pata kiya ja sakta hai Alexa rank theek usi tarah hai jis tarah ek student dist.

Kaise Blogger ko Alexa par Submit kare janiye !

Alexa par site ko sabmit karne ke bad site ko Verify  karana parta hai. Ager aap ne Alexa rank ko apne blogger me site ko sabmit nhi kiya hai to pahle aap ye post badhiye !

Alexa  Verify  karne ke tarike alag alag hai.Aap ko simple steps ke jariye batauga.

Alexa rank kaise Verify Karaye

Steps ko follow kare !

Step 1.Pehele aap is link par click kare – http://www.alexa.com/siteowners/claim  ab ek page ayaga ab aap  login par click  kare ya facebook par click karke login kare.


Www.Hindi%2Bme%2Btrips.com

Log in  karne ke  bad Claim Your Site  option par dekhiye ek box hai udhar apne blog site ke URL ko likhiye uske bad Continue par click kare.Www.Hindi%2Bme%2Btrips.com

Abhi ek new page ayega usme dekhiye apko 3  method milega usme se 2nd merhod  par click kare.

Www.Hindi%2Bme%2Btrips.com2

Ab niche ek new page ayega usme ek choti si box par kuch code hai us code ko copy kar lijiye.

Www.Hindi%2Bme%2Btrips.com.

Code copy karne ke  bad apne blogger par   login ho karke Dashboards Template -Edit HTML par click karke code box par probesh kijiye. uske bad apne computer ke keyword se CTRL+F press karke <head> tag ko search kare ya aap ko Template-Edit HTML me upar se 4,5 number me aap ko <head> name ka tag mil jayega uske bad <head>  ke niche upar jo code copy kiye the use past kar dijiye.

Www.Hindi%2Bme%2Btrips.com1

Ab aap fir se alexa site par aye uske bad aap ko niche Verify my ID ka options hoga uspar click kijiye. click karne ke bad ek chota windows khulega or verify ho ga agar aap ka alexa site verife ho jayega to sahi ka nisan ban jayega.
Aged aap ko koi problem ho to niche comments kare !

Search Tags :

Alexa rank kaise Verify Karaye

Alexa rank kaise Verify Karaye

Alexa rank kaise Verify Karaye

Alexa rank kaise Verify Karaye

hindimetrips.xyz

Hi guys Mera name Dhiraj Roy hai or mujhe sabhi ko help karna accha lagta hai. Main is website ko aap logo ki help karne ke liye Banaya hu.

Leave a Comment