Blogger Me About Me widget kaise add kare

Hi Blogger friends.

Aaj main aap ko batauga ki Blogger Me About Me widget kaise add kare Agar Aap Ne Blog Banaya Hai To Isame ” About Me ka Widget “Hona Jaruri Hai. About me Ka Matlab Hota Hi Blog Banane Wale Ke Bare Me Kuchh Jankari. Ise Blog Owner Bhi kahte Hai.

About Me Widget Se Blog Ke User Hamare Bare Me Jan Sakate Hai or Hamari Profile Ko Padh Sakate Hai Or Hamare Blog Ke Bare Me Bhi Jan Sakate Hai.

Blogger Me About Me widget kaise add kare
Hindimetrips.com

Blogger Me About Me widget kaise add kare

Steps ko follow kare !

1. Blogger ke Dashboard me jaye.

2. Phir Layout ka Option par Click Kare.

hindimetrips.blogspot.com
Hindimetrips.com

 

Ab Widget Aria Khulega. Aapko Blog Me ” About Me ” Kaha Dikhana Hai Wo Pasand Kar Ligiye.

3. Ab Add a Gadget ka options hai  Us pe Click Kare.

hindimetrips.blogspot.com
Hindimetrips.com

 

Ab Naya Popup khulega. Jisme Gadget Ke Name Aur Icon Honge.

4. Aapko ” Profile ” Likha hai Us Pe click karni Hai.

hindimetrips.blogspot.com
Hindimetrips.blogspot.com

 

Naya Popup Box Teb Khulega.

5. yaha Aap ” Title ” Ki Jagah Aapka pasandida Name/Title De Sakate Hai.

hindimetrips.blogspot.com
Hindimetrips.com

 

6. Display options Me √ – Tic kare Ab Aapka ” About Me ” Widget Redy Hai Ab Blog Ko Open Karke Dekh le.

Agar Aapne Jis Jagah Ise rakha hai Wo Aapko Pasand nahi Hai To Fir Se Layout me Aa Jaiye. Mouse Ke Point ko Usake Upar rakhe phir Click kar ke Aap Chaho Us Jagah Ise Le Ja Sakte Ho. Last Me ” Save Arrangement ” Pe Click karna Na Bhule. Fir Blog Ko Open Karke Dekh Le.

Agar aap ko koi problem ho to niche comment me like or share kare !

Search Tags :

Blogger Me About Me widget kaise add kare

Blogger Me About Me widget kaise add kare

Hi guys Mera name Dhiraj Roy hai or mujhe sabhi ko help karna accha lagta hai. Main is website ko aap logo ki help karne ke liye Banaya hu.

Leave a Comment