Adsense Me Website ka URL Kaise Add Kare

Hi friends.

Aaj main is post me batauga ki Adsense Me Website ka URL Kaise Add Kare Google ek se jyada adsense account banane ke liye allow nahi deta hai Agar aapke pas 1 se jyada website hai to aap ek hi adsense account se apni 4-5 site ya blog par ads laga sakte ho.

Or earning kar sakte ho Iske liye aapko apni sites ka URL adsense account me add karna parega to chaliye jante hai Adsense Me Website ka URL Kaise Add Kare

Adsense Me Website ka URL Kaise Add Kare

Agar aap ek se adhik adsense account use kar rahe hai to yaad rahe google ko jaise hi iske bare me pata chalega wo aapke adsense account ko band kar sakta hai Isliye ek hi google adsense account use kare Jisse aapko koi problem na ho.

Adsense Me Website ka URL Kaise Add Kare

Steps ko follow kare.

1. Sabse pahle aap Adsense.com Site par jaye or apni gmail id se log in kare.

2.Right side me setting la icon par click kare click karne par phir Settings ka optsion hoga uspar click kare.

3.Ab Site  Management par click kare.

4.Phir apni site ka URL (Link) add kare. example –
Hindimetrips.blogspot.com

5.Ab ADD SITE par click kare.

Hindimetrips.blogspot.com

 

Bas ab aapki site adsense se connect ho chuki hai. Ab aap add ki gayi site par bhi ads laga sakte ho or earning kar sakte hai.agar aap ko kuch problems ho to comments kare.

Search Tags :

Adsense Me Website ka URL Kaise Add Kare

hindimetrips.xyz

Read More : Chitika par account kaise banaye or Chitika Se Paise Kaise Kamaye

Read More : Feedburner Par Email Subscriptions ko Activate kaise Kare

Read More : Blogger ke liye Privacy policy page Kaise banaye janiye

Read More : Computer me screenshot kaise kare

Hi guys Mera name Dhiraj Roy hai or mujhe sabhi ko help karna accha lagta hai. Main is website ko aap logo ki help karne ke liye Banaya hu.

Leave a Comment