Blogger ke liye Privacy policy page Kaise banaye janiye

Hi friends

Aaj main aap ko batauga ki Blogger ke liye Privacy policy page Kaise banaye pahle aap ye jaan le.

privacy Policy kya hai ?

Privacy Policy se bataya jata hai ki site kya kya jankari leti hai or kaise ads dikhate hai apni site par. Or Konsi Details Track karti hai or konsi Jankari Save karti hai.

Privacy Policy Page isliye bhi jaruri hai quki bhut se program hai wo check karte hai jese Google Adsense Hamare Privacy Policy Page ko Check karta hai uske baad hi Approve hota hai account to chaliye jante hai Blogger ke liye Privacy policy page Kaise banaye

Blogger ke liye Privacy policy page Kaise banaye

Blogger ke liye Privacy policy page Kaise banaye

Steps ko follow kare.

Step 1: sabse aap Www.Serprank.com par jaye.

Step 2:Ab aap Login kare, agar account nahi hai to Register kare.

Step 3:Register Par click karne ke baad Select par click kare..Ab ek form khulega Usko Sahi sahi bhare.

Hindimetript.blogspot.com

1. Username.

2. Password.

3.E-mail daale.

4. Terms par tick kare.

5. Submit and confirm par click kare.Ab Aapke pass ek mail aayega  usko khol kar link ko open kare uske baad ek page khulega.

Hindimetrips.blogspot.com

1. Apni website ka URL daale.

2. Apna email address

3. Agar aap cookies use karte ho blog me to Yes, we use cookies par tick kare.

4.ADVERTISER Me google adsence select kare. Koi dusri site ke ads lagate ho to wo select kare.

5. Create my privacy policy par click kare.Ab Aapki privacy policy Ready he.

Hindimetrips.blogspot.com

 

Ab Jo  aap ke pass copy karne ke liye aayega use copy kare.copy karne ke bad aap ko  Privacy policy ko   Blog me lagana hoga.

Privacy page ko Blogger me kaise lagaye janiye.

1. Sabse pahle aap Www.Blogger.com   par jakar  login kare login hokar Dashboard par jaye.

2. Pages par click kare.

3. Fir new page par click kare.

Hindimetrips.blogspot.com

Ab ek window page khulega.

Hindimetrips.blogspot.com

 

1.  Page ka name de -Privacy Policy.

2. Fir jo  Code aap ne copy liya  tha wo paste kare.

3. Or fir Publish Par click karde.Bas ho gya Ab aap ko kuch problems ho to comments kare.

Search Tags :

Blogger ke liye Privacy policy page Kaise banaye

Blogger ke liye Privacy policy page Kaise banaye

hindimetrips.xyz

Read More : Chitika par account kaise banaye or Chitika Se Paise Kaise Kamaye

Read More : Feedburner Par Email Subscriptions ko Activate kaise Kare

Read More : VLC Media Player Se Screen Record Kaise Kare computer me

Read More : Computer me screenshot kaise kare

Hi guys Mera name Dhiraj Roy hai or mujhe sabhi ko help karna accha lagta hai. Main is website ko aap logo ki help karne ke liye Banaya hu.

Leave a Comment