Computer me screenshot kaise kare

Hi friends.

Aaj me aap ko batauga ki Computer me screenshot kaise kare mujhe se bahut se logo ne sawal pucha hai ki Computer or leptop me screenshot kaise kiya jata hia iske bare me bataye.

To main is post me Computer or leptop me screenshot kaise karte hai uske bare me batane ja raha hu Screenshot karne ke bahut tarika hai lekin mai aap logo ko simple trips batauga Screenshot karne ke liye aap mere steps ko Follow kare.

Computer me screenshot kaise kare

Computer me screenshot kaise kare

Steps ko follow kare !

Step 1. Sabse pahle aap Computer ke  Start Main par  click kare phir Search Programs and files  me Snipping tool type kare type krne par  Snipping tool aap ko dikhega us par click kare.

Hindimetrips.blogspot.com

 

Step 2 . Snipping Tool Par click karne par Snipping tool Naam ka Program Open hoga.

Hindimetrips.blogspot.com

 

Step 3 .Ab aapko jitna Screenshort karna hai New ke Left me Click kare.click karne par aap ko 4 options aayege.

1. Free-form Snip

2. Rectangular Snip

3. Window Snip

4. Full- screen Snip


Aap kisi ko bhi select kar sakte hai par aap ko full screenshot leni hai to Full-Screen Snip par click kare.click karne ke bad ek window open hoga.jisme aap ko screenshot ho cuka hoga.

Step 4. An aap Save Snip  par click kare Save Snip par click karte hi ek window open hoga usme aapko jaha bhi Screenshot ko save karna hai Select kare aur Save par click kare.Ab aapka Screenshot save ho chukka hai.

Hindimetrips.blogspot.com

Agar aap ko Screenshots lane me koi problems ho yo comments kare or ise website se jure rhe or kuch new sakhte rhe.

Search Tags :

Computer me screenshot kaise kare

Computer me screenshot kaise kare

hindimetrips.xyz

Hi guys Mera name Dhiraj Roy hai or mujhe sabhi ko help karna accha lagta hai. Main is website ko aap logo ki help karne ke liye Banaya hu.

Leave a Comment