VLC Media Player Se Screen Record Kaise Kare computer me

Hi friends

Aaj Main is post me batauga ki VLC Media Player Se Screen Record Kaise Kare computer me bahut hi phemes media player hai kyu ki ye best or accha kam karta hai.

is player me High quality ke videos bhi aasani se chala sakte hai or mp3 ke liye bhi best player hai to chaliye jante hia VLC Media Player Se Screen Record Kaise Kare computer me

VLC Media Player Se Screen Record Kaise Kare computer me

VLC Media Player Se Screen Record Kaise Kare computer me


Steps ko follow kare !

Step 1.Sabse pahle aap VLC Media Player ko Download kare Download karne ke liye niche Download App par click kare.
Download App

Hindimetrips.blogspot.com

Step 2.Ab Aap VLC Media Player   ko open kare or uper me Media ka par click kare click karege to aapko kuch option dikhai dege usme se aap ko open Capture Device…. par click kare.

Step 3.Ab aapko capture device me Capture Divice ka option dikhai dega usme pahle se DirectShow option select hoga usme aap ko Desktop  mode select karna hai.

Hindimetrips.blogspot.com

 

Step 4.Ab jaise he aap desktop mode kar dege to Desired framer rate for the Capture naam ka ek option aayega usme phle se 1 select hoga usme aapko 3 karna hai.

Hindimetrips.blogspot.com

 

Step 5. Ab aapko niche last me Play ka option dikhai dega uske Bagal  me ek option hai jise play Mode khate he us par click kare click karege to aapko 4 option dikhae dege usme se aap ko Convert par click karna hai.

Www.Hindi%2Bme%2Btrips.com4

 

Step 6.Ab aapko ek option dekhai dega Browse naam ka option Browse par click kare or video recoad kaaha save karna waha save kare.

Hindimetrips.blogspot.com

 

Step 7.Ab aapko ek option dekhai dega Profile Name  ka profile Name me aap kuch bhi likh de.or save par click kare.

Hindimetrips.blogspot.com

 

Step 8. ab aap apne video ke qulity choose kare. Choose karne ke liye  aap ko Setting ka icon  dikhai dega us par click kar ke aap video quality kaisa chahiye choose kare.

Hindimetrips.blogspot.com

 

Step 9. Ab aapki total setting complet ho chuke hai ab agar aapko apne pc ke screen recoad karne ke liye aap Start  par  click kare ab jaise he aap start par click karege to aap ka Screen Recoad hone start ho jayege.

Hindimetrips.blogspot.com

 

Aged aap ko koi problems ho to niche comments kare .

Search Tags :

VLC Media Player Se Screen Record Kaise Kare computer me

VLC Media Player Se Screen Record Kaise Kare computer me

Hi guys Mera name Dhiraj Roy hai or mujhe sabhi ko help karna accha lagta hai. Main is website ko aap logo ki help karne ke liye Banaya hu.

Leave a Comment