Android mobile ko unroot kaise kare

Hi Friends.

Aaj mian aap ko batauga ki Android mobile ko unroot kaise kare Agara aap ne apne phone ko root kar liya hai or ab aap ko koi problem aa rha hia or aap ab unroot Karan cahhte hai to post ko pura padhe.

Phone ko root karne ke baad phone me bahut kuch krne ka permission mil jata hai is liye sab log phone ko root kar lete hai Lekin Kuch log ko phone ko fir se phle jaisa karna hota hai Toh unke liye ye post hia to post ko pura padhe Android mobile ko unroot kaise kare

Android mobile ko unroot kaise kare

Android mobile ko unroot kaise kare

Phone ko unroot karne se phle aap ko ye janna jaruri hai ki aapne apne phone ko kis software se root kiya tha Agar aap ne Kingroot  se root kiya tha toh uska method alag hai.

Aur agar aapne Kingoroot app se kiya tha to uske liye alag method hai Mai aapko dono method ke bare me bataunga ki aap kaise apne Android Phone ko unroot karenge to chaliye jante hai.

Kaise Check kare ki phone Rooted hai ya nhi.

Agar ko janna hai aap ka phone rooted hai ya nahi to uske liye app ko ek app Download karna parega jiak name hai“Root Check apk” Aap iss app ko download karke intall kar lijiye . Isse aapko pata chal jayega ki aapka phone rooted hai ya nahi .

Mobile ko unroot kaise kare (kingroot) .

Steps ko follow kare.

Step1: Sbse phle aap KingRoot App ko open Karen .

Download apk

Step2:Ab usme General settings me jaye . Usme aapko Uninstall ka option milega . Uspar click kar de.

Step3:  Click krne ke baad aapko notification aayega ki aap apne phone ka Root mode lost kar denge .

Step4:Ab aap  continue par click kar dijye .

Step5:Ab aapka phone unrooted ho chukka hai .

Step6:Ab fir Aap Root check aap se check kar le.

Mobile ko unroot kaise kare (Kingo root).

Steps ko follow kare.

Step 1: agar aap me apna mobile kingo root apk se mobile ko root kiya hai to aap ke mobile me SuperSU naam ka aap aagya hoga.

Step 2: aap apne mobile me SuperSu app ko open kare phir setting ke option me jaye .

Step 3: Ab aap ko Remove Root ka option milega .

Step 4: Remove root par click kare phir Continue par click kar ke mobile ko unroot kare.

Search Tags :

Android mobile ko unroot kaise kare

Android mobile ko unroot kaise kare

 

hindimetrips.xyz

Hi guys Mera name Dhiraj Roy hai or mujhe sabhi ko help karna accha lagta hai. Main is website ko aap logo ki help karne ke liye Banaya hu.

2 thoughts on “Android mobile ko unroot kaise kare”

Leave a Comment