Blogger Me Category Widget Kaise Lagaye

Hi friends

Aaj main aap lo batauga ki Blogger Me Category Widget Kaise Lagaye category kya hai or apne blog par lagana kyu jaruri hai. apne blog ki traffic badhane me category bahut kaam aati hai aapke blog me category ki list hogi to aapke visiters ko apni jarurat ki post khojne me aasani hiti hai isliye aaj mai aapko Blogger Me Category Widget Kaise Lagaye ise baare me batauga to chaliye jante hai.

Blogger Me Category Widget Kaise Lagaye

Blogger Me Category Widget Kaise Lagaye jane


Steps ko follow kare.

1.app apne  Blogger.comcom par login hojaye.

2.Phir Layout par click kare.

3. ab jaha aapko category widget lagani hai. waha par “Add a widget” par click kare.

4. ab ek popup window khulegi usme Link List  par click kare.

Hindimetrips.blogspot.com

 

5.Ab ek or popup window khulega.

Hindimetrips.blogspot.com

1.Title me aap ko Categories ya Lebal  Likhna hai.

2. Iss box ko khali he rehne de.

3. Isme Don’t Sort kar de.

4. Yahan par aapko apni Category/label  ka naam likhana hai.

5. Ab uss category/label ka url address yahan daale.Ex : ( Blogger,YouTube ,computer etc)

6.Add Link  par click karke aap bahut saari category/label add kar sakte hai.

7. Aapke dwara banayi gayi category yahan dikhegi aur aap use delete ya edit bhi kar sakte hai.

8. Sabse last mein Save Ka de.

Ab aapki Template mein category/label show hone lagegi.Aur kuch iss tarah aapki template dikhegi.

Hindimetrips.blogspot.com

 

Agar aap ko kuch problems aaye to comments kare.

Search Tags :

Blogger Me Category Widget Kaise Lagaye

Blogger Me Category Widget Kaise Lagaye

hindimetrips.xyz

Read More : Email Subscription Widget Blogger me kaise lagaye

Read More : Ek mobile me 4 WhatsApp kaise chalaye

Read More : Chitika ka ads blogger par kaise lagaye

Read More : blogger me favicon kaise add kare | Blogger favicon kya hai janiye

Hi guys Mera name Dhiraj Roy hai or mujhe sabhi ko help karna accha lagta hai. Main is website ko aap logo ki help karne ke liye Banaya hu.

Leave a Comment