blogger me favicon kaise add kare | Blogger favicon kya hai janiye

Hi friends

Maain aap ko batauga ki blogger me favicon kaise add kare Apne blogger ka favicon ya logo ko kaise change kar sakte hai aaj main aapko iske bare me batauga ye bahut aasan hai aap apni pasand ya apne blogger ke name ka icon yaha laga sakte hai.

blogger favicon yani blog ka logo jo blog ko browser me open karne par browser link box me aapke blog ke left side me show hota hai use ham blogger favicon kahate hai jiski saij  lagbhag (16px x 16px size) ki photo hoti hai to chaliye jante hai blogger me favicon kaise add kare

blogger me favicon kaise lagaye or favicon kya hai janiye

blogger me favicon kaise add kare


Steps ko follow kare.

1.Sabse pahle Bogger.com par  log in kare or apne blog ke dashboard par jaye.

2.ab aap Layout  par click kare phir favicon name ka option hoga us ke samne edit par click kare.

Hindimetrips.blogspot.com

 

3.ab app ko photo upload karna hai aap Choose file par click karke apne photos me se ek photo chune jo 100kb se jyada size ki nahi ho.

Hindimetrips.blogspot.com

4.Ab . photo upload karne ke bad  Save par click kar de.

5.Ab aap wapis apne blog ke layout par jaye or Save arrangement  par click kare.

Search Tags :

blogger me favicon kaise add kare

blogger me favicon kaise add kare

hindimetrips.xyz

Hi guys Mera name Dhiraj Roy hai or mujhe sabhi ko help karna accha lagta hai. Main is website ko aap logo ki help karne ke liye Banaya hu.

Leave a Comment