Blogger ke post me Label Kaise add kare

Hi friends.

Aaj main aap ko batauga ki Blogger ke post me Label Kaise add kare Labels kya hai uska kya kam hai or usko kaise use kare aapne blog articles ke category set karne ke liye chahiye jante hai.

 Jab kabhi bhi ham koi new post likhte hai tab hame post me 1-2 labels set karne hote hai taki koi aasani se post ko khoj sakte isse ham apne post ko categories karte hai, or isse visitors ko bahut aasani hoti hai hamare post ko find karne me to chaliye jante hai Blogger ke post me Label Kaise add kare

Blogger ke post me Label Kaise add kare

Blogger ke post me Label Kaise

Steps ko follow kare.

1.Sabse Pahale aap Blogger.com par login hokar New Post par click kare.

2.New Post box khulte hi Right side me dekh sakte hai Post setting likha hoga usme se Labels ka option par Click kare.

Hindimetrips.blogspot.com

 

3.Labels Par click karne par ek chota sa box khul jayega jisme aap ko apna labels dalne hai.

Hindimetrips.blogspot.com

 

Box ke andar post se related 2-3 lables dal de, jaise ki aap upar diye gaye screenshot me dekh sakte hai “Post title and lable box” Jaha post title se related lables use kiye gaye hai lables box me or har ek lables dalne ke bad usko comma (,) se seprate kar de uske baad Done par click kare jaise ki screenshot me dikhaya gaya hai.

4.Ab Sabse pahale apne Blogger ke Dashboard par jaye.

5.or Layout ka  option hoga uspar click kare label ka Widget add karna chahate hai udhar Add a Gadget par click kare.

6. click karne par ek   window khulega jisme aapko Labels par click karna hai.

Hindimetrips.blogspot.com

 

7.Ab aap labels ko configure karna hai.

Hindimetrips.blogspo.com

1.Titel me aap Category ,Lables, me se koi ek titel likhe  jo title acha lage bo likh de.

2.Aap ko labels kaise show karana hai apne blog me us hisab se unme tick mark kar de jaise ki upar pic..me kiya huaa hai  fir Save Button  par click kar ke save kar de.

Agar aap ko kuch puchna ho to comments kare.

Search Tags :

Blogger ke post me Label Kaise add kare

Blogger ke post me Label Kaise add kare

Hi guys Mera name Dhiraj Roy hai or mujhe sabhi ko help karna accha lagta hai. Main is website ko aap logo ki help karne ke liye Banaya hu.

Leave a Comment