Chitika ka ads blogger par kaise lagaye

Hi friends

Aaj ham aap ko  batayenge ki Chitika ka ads blogger par kaise lagaye chitika ka ads lagane ke liye aap ka chitika account approved hona chahiye agar apka account chitika se approved ho gaya he to aap ads laga sakte hai to chaliye jante hai Chitika ka ads blogger par kaise lagaye

Chitika ka ads blogger par kaise lagaye

Chitika ka ads blogger par kaise lagaye

Steps ko follow kare.

1.Sabse pahle chitika.com par Login hojaye.

2.Ab aap ke samne ye page open hoga isme apko ads par click karna hai.

Hindimetrips.blogspot.com

3.Ab apke samne ye page open hoga usme Get Code ka options hoga uspar  click karna he . click karne ke baad apke samne ek code ayga use Copy kar le.

Hindimetrips.blogspot.com

 

4.Ab apne Blogger.com par login hojaye

5. Ab aap ko  Loyout  ka option hoga us par click kare.

6.Click karne ke bad  Sidebar right1 me se kisi ek me Add a Gadget  par click kare .

7.Ab aap ke samne ye page open hoga usme HTML/Java Script ka option hoga uspar click kare.

8.Ab ek box open hoga us me aap vo Code past kar do jo apne chitika se copy kiya tha . uske baad Save par click kar do . fir Save arrangement par click kar de.

bs ab aap apne blog ko view karo or apko samne hi chitika ke ADS najar ayenge .ab jo bhi in ADS par click karega vese hi apki income hogi .

Note :-  App ek bat ka dhyaan rakhe aap apne ap bhul ke bhi ads par click nahi karna isse apke blog ki ranking down hoti he or income bhi nahi hogi.

Aap ko kuch puchna ho to niche comments kare.

Search Tags :

Chitika ka ads blogger par kaise lagaye

Chitika ka ads blogger par kaise lagaye

hindimetrips.xyz

Read More : Email Subscription Widget Blogger me kaise lagaye

Read More : Ek mobile me 4 WhatsApp kaise chalaye

Read More : Blogger Ke Sabhi Post Me Adsense Ke Ads Kaise Lagaye

Read More : Blogger Me HTML Code Ko Kaise Dalte Hai 

Hi guys Mera name Dhiraj Roy hai or mujhe sabhi ko help karna accha lagta hai. Main is website ko aap logo ki help karne ke liye Banaya hu.

Leave a Comment