Internet se Aadhar Card kaise Download kare

Hi friends.

Aaj Main app ko batauga ki Internet se Aadhar Card kaise Download kare yadi app ne aadhar Card ke liye namankan kara liya hai to apna  aadhar Card internet se download kar sakte hai.

iske liye app ke pass namankan parchi honi chahiye yadi aap ne apna namankan nhi karaya hai to aaj hi apne najadikiv aadhar card shop par jakar namankar karaye.

Internet se Aadhar Card kaise Download kare

Internet se Aadhar Card kaise Download kare

Steps ko follow kare
1.Sabse pahe yaha Click kare

2.Ab ek windows open hoga usme apna parchi se dekhakar sahi sahi Fill up kare.

3.Fill up karne ke bad  Get One Time Password par click kare.

4.Ab apne jo mobile number upar me fill kiya hai use par ek SMS aayega usme jo OTP(One Time Password) hai use niche diye gaye box me dal de.

5.Ab Validate & Download  par click kare ab aap ka aachar card PDF Format me Download hone laga.

6.PDF ko Open kare is me Password milega Password ki jagah apna Area Pin code Dale Aadhar Card ki download pdf file ka password apka area pin code hota hai.

7.Ab apne Aadhar card Show hoga use app Print kar sakte hai.

To friends kaise laga Mera ye post comment jarur kare.

Search Tags :

Internet se Aadhar Card kaise Download kare

Internet se Aadhar Card kaise Download kare

hindimetrips.xyz

Read More : Facebook par stylish font me kaise post karte hai

Read More : Android Mobile ke Battery ka Life kaise badhaye

Read More : Unfortunately Stopped Error apk ko fix kaise kare

Read More : Whatsapp broadcast kya hai isse sabhi Friends ko 1 second me kaise message bheje

Hi guys Mera name Dhiraj Roy hai or mujhe sabhi ko help karna accha lagta hai. Main is website ko aap logo ki help karne ke liye Banaya hu.

Leave a Comment