Mobile internet ka speed kaise badhaye

Hi friends

Main aap ko batauga ki Mobile internet ka speed kaise badhaye is post ke pahle Maine bataya tha ki kisi bhi mobile number ke owner ka pata kaise kare agar app janna charge hai to niche link par click kar ke padhe.

Mobile internet ka speed kaise badhaye

Aaj kal sabhi log net ko use kar rahe hai par sabhi ke sath ek hi problem hoti hai WO hai net slow kam karta hai agar aap apne mobile ke net ka speed badhana chahte hai to aap 5G,4G 3G, net pack dalakar use kar sakte hai ager phir bhi aap ka net slow chalta hia to mere post ko follow kare Mobile internet ka speed kaise badhaye .

Mobile internet ka speed kaise badhaye

Steps ko follow kare.

1. Apne mobile ke Cache file ko Clear kare тАУApne android phone ke storage se cache ko clear karne se internet speed badh jati hai, jab android mobile me cache memory badh jati hai to aapko phone slow ho jata hai jis se aap ka internet bhi slow chalne lagta hai.

Isliye apne mobile me cache ko clear kare iske liye aap google play store se Cleaner apk┬аdownload kar sakte hai Jo aapke android mobile se cache dhun kar clear karne me aapki help karega.

2.Apne mobile ke Settings┬аme jakar phir More Network par click kar ke phir Cellular Networks par click kar ke jis Sim me app net use kar rhe hai use select kar ke phir Network operators┬аpar click karne par network search hoga phir Choose automatic par click kar de aap ka net fast chalne lagega.

3.5G, 4G Mode Select kare тАУ 5G internet ki speed 4G internet se jyada hoti hai isliye agar aap ko pass 5G phone hai to aap 5G internet use kar sakte hai. apne mobile me 4G plan activate karne ke baad bhi aapko 4G speed nahi mil pa rahi hai to phone ki Settings┬аme Mobile Network┬а me jakar Preferred Network┬аconnection 4G Mode┬а┬аselect Kare.

4.Agar aap apne browser me ┬аimages nahi dekhna chahte hai or sirf likhi huyi jankari padhna change hai to aap apne browser ki setting se text mode enable kar le kyo ki images load hone me time lagta hai, text mode enable karne par aap ka internet speed fast kaam karega.

5.Apne Mobile ki internet speed badhane me web browser ka bhi yogdan hota hai, agar aap slow internet se pareshan hai to apna browser change kar ke fast web browser use Kare.
Ex :-
Opera Mini,Uc Mini, Uc Browser, Google Chrome etc.. android phone ke liye best web browser hai in sab Browser ka use kare.

hindimetrips.xyz

Search Tags :

Mobile internet ka speed kaise badhaye,

how to increase internet speed,

internet ki speed kaise badhaye,

internet speed kaise fast kare,

jio internet speed kaise badhaye,

Mobile internet ka speed kaise badhaye

Mobile internet ka speed kaise badhaye

Mobile internet ka speed kaise badhaye

Mobile┬а internet ka speed kaise badhaye

Mobile┬а internet ka speed kaise badhaye

Hi guys Mera name Dhiraj Roy hai or mujhe sabhi ko help karna accha lagta hai. Main is website ko aap logo ki help karne ke liye Banaya hu.

Leave a Comment