Truecaller Se apna name or number kise Hataye

Hi friends.

Aaj mian app ko batauga ki Truecaller Se apna name or number kise Hataye Jab koi truecaller par aapka number search karta hai to use aap ka naam aur personal details pata chal jati hai.

Agar aap chahte hai ki aap ka name or number koi na dekh sakte aap ke baare me jan sake to is post ko pura padhe.

Truecaller Se apna name or number kise Hataye 

Truecaller Se apna name or number kise Hataye

Steps ko follow kare.

1.sabase pahle Apne mobile me truecaller app download kar ke open kare. Niche ke link Se Download kare.

2.Left side me  upar  me click kare phir Setting par click kare.

3.Ab app ko about ka option dekhega uspar click kare.

4.phir app ko Niche Deactivate account par click kar ke Yes ke option par click kar de Ab aap ka truecaller account delete ho gaya hai.

Ab aap ko mobile number aur name ko truecaller se directory se unlist karna hai.

5.Truecaller se number unlist karne ke liye is link par Click kare.

6.Ye link truecaller ki official website par redirect ho jayegi, yaha aap ko Unlist Phone Number ka option milega uspe click kare.

7.Ab wo number enter kare jisko aap truecaller se remove karna chahte hai.

8.Ab aapko diye gaye options me se 1 reasons select karna hoga.

9.Aap koi bhi option select kar sakte ho ya fir khud ka reason likh sakte ho.

10.”I am not a robot” par click kare aur  image ko same mark lar ke varfy kare phir Unlist par click kar de.

Ab aap ka number 24 ghante ke andar truecaller app se remove kar diya jayega aur jab koi aapka number truecaller par search karga to usko aapko naam pata nahi chalega . Agar aap ko kuch puchna ho to comments kare.

Search Tags :

Truecaller Se apna name or number kise Hataye

Truecaller Se apna name or number kise Hataye

hindimetrips.xyz

Hi guys Mera name Dhiraj Roy hai or mujhe sabhi ko help karna accha lagta hai. Main is website ko aap logo ki help karne ke liye Banaya hu.

Leave a Comment