Blogger Templates ko Mobile se Edit kaise kare

Hi friends.

Aaj main app ko batauga ki Blogger Templates ko Mobile se Edit kaise kare Jada tar log ko to pata hi nhi hota hai ki ham mobile se bhi code kar sakte hai aaj kal sabhi tarh ke app lunch ho chuke hai to chaliye jante hai Blogger Templates ko Mobile se Edit kaise kare

Blogger Templates ko Mobile se Edit kaise kare

Blogger Templates ko Mobile se Edit kaise kare

Steps ko follow kare.

1.Sabse pahle app QuickEdit app ko Download kare .

QuickEdit Download Apk

2.Ab app apne bog se Template ka Backup (Download)  bna le.

3.Template Download karne ke liye niche diye gye step ko follow kre.

Blogger Dashboard»Template»Backup/Restore»Downloadfull Template

4.Ab apne Android Mobile me QuickEdit app ko open kre.

5.Ab Internal storage/SD Card me file Select kare jisme Template hai (Jisme aapneTemplate Downlaod kiya h use select kre.).

6.Ab aapke Blog ka Template QuickEdit main open ho jayega.

7..Ab app jo bhi Template main Edit (Change) karna hai kare.

8.Editing karne ke bad uper me file icon par click kar ke Save karde.

9.Ab is Template ko Apne Blog main Upload kar de.

Note :-  App jo templat edit kiya  honga vo XML file main hona chahiye use bina kisi formet me change kiye to upload nhi hoga kyu ki Blogger XML file Template hi support karta hai.

Search Tags :

Template ko Mobile se Edit,

Template ko Mobile se Edit kaise kare

hindimetrips.xyz

Hi guys Mera name Dhiraj Roy hai or mujhe sabhi ko help karna accha lagta hai. Main is website ko aap logo ki help karne ke liye Banaya hu.

Leave a Comment