Hi friends
Aaj main aap ko batauga ki Train ka time or Location kaise pata kare Sabse best train time table apk ke baare me batane wala hu is apk se aap pata kar payenge train kaha hai bina train number ke to chaliye jante hai Train ka time or Location kaise pata kare
Train ka time or Location kaise pata kare
Steps KO follow kare.
1. Sabse pahale Where is my train name ka app niche ke link as download kar le.
2.Ab app KO open kare phir From Station me aap apna Station Name dale or To Station me Aap KO jaha Jana hai waha ka Station name dale or Find trains par click kar de .
3.aap KO Sara train ka time pata lag jayega yehi gar aap KO ye bhi pats Karna hai to abhi kaha train hai ye bhi pata lag jayega bus aap apna data on kar ke train ka time pata kare.
4.Is app se train ka PNR – number se pata kar sakte hai ki kab ka train hai or kon sa site mera book huaa hai to aaj itna hai thanks
Search Tags :
Train ka time or Location kaise pata kare