pan card track kaise kare || pan card status kaise check kare

Hi guys

Welcome to my website is post me aap ko batauga ki pan card track kaise kare aap ne pan card ke liye Apply kiye hai or aap ko kuchh din ke baad Awm Number Ka message aa gya hai to aap use Tracking kar ke dekh sakte ho ki aap ka pan card kaha hai or kab tak aap tak pahuchega ye sab aap pata kar sakte hai to chaliye jante hai pan card track kaise kare 

pan card track kaise kare || pan card status kaise check kare

Pan Card Track Kaise kare .

1. Sabse pahle aap ko Ye pata karna hai ki Aap ne Pan card Kab apply kiya hai or kina days huaa hai.
2. Agar aap ko ko 7 days Ho gya ho to Aap ko Ek Msg Aaya hoga india post se jisme aap ko AWB Number Diya Hoga .
3. Ab aap ko us par par Msg Check karna jo number aap ne pan card me diya hai.
4. Us number par aap ko Msg aaya hoga Us Msg me aap ko AWB Number Diya Hoga use aap ko copy kar lena hai.
4. Ab aap ko Niche diye gaye Link par click karna hai. Ya India post Google me search karna hai.
5. Ab aap ko India post site ko open kar ke aap ko AWB Number ko  Track N Trace ke niche Box me Awm Number past kar dena hai.niche dekhe.
pan Card ABW Number.jpg
6. Ab aap ko kepacha ko Sahi se type kar dena hai.jo imge me likha ho use type kar dena hai. Ya uska janaba de dena hai.
Pan card
7. Ab aap ko Track Now par Click karna hai.
8. Bas ab aap ko Pan card kaha pahuchaa hai Wo niche Show ho jayega.
pan card Track.jpg
Agar aap ko koi problem ho to Niche comments kare.

Search Tags :

pan card track kaise kare

Hi guys Mera name Dhiraj Roy hai or mujhe sabhi ko help karna accha lagta hai. Main is website ko aap logo ki help karne ke liye Banaya hu.

1 thought on “pan card track kaise kare || pan card status kaise check kare”

Leave a Comment