Bina Internet Ke Upi Se paisa kaise bheje | Bina Upi Ke Bank balance Check kaise kare

Hi guys

Welcome to my website is post me aap ko batane wala hu ki Bina Internet Ke Upi Se paisa kaise bheje or Bina Internet Ke Bank Balance Check kaise kare aap ko is post me batane wala hu to post ko pura padhe.

Bina Internet Ke Upi Se paisa kaise bheje

 

Bina Internet Ke Upi Se paisa kaise bheje

1. Sabse pahle aap ko apne Jo bhi Bank me apna number diye ho use lele.

2. Ab aap ko apna Phone me *99# Dail karana hai jo number aap ke bank account se link hai.

IMG 20220311 081837

 

3. Ab aap ko Apna bank ka 4 letter ka name dalna hai( Ex : Kotak )  aap apna bank ka name Dale.

4. Ab aap ko ko jo bhi Number bank hai use Select kar le .

5. Ab aap ko apna Upi MPin Ko dal denna hai .

IMG 20220311 082024

 

6. Ab aap ko Aap ke phone me msg aayega ki aap ka upi id register ho gya hai.

7. Ab aap ko *99# dail karenge tab  bahut sare options aayega.

Send Instructions

Select option: Kotak Mahindra Bank

1. Send Money

2. Request Money

3. Check Balance

4. My Profile

5. Pending Requests

6. Transactions

7. UPI PIN

IMG 20220311 074040

 

8. Ab aap ko Send Money 1 ko Select karan hai.or send par Click kar dena hai.

9. Ab aap ko kuchh options aayenge ki aap Mobile number se ya upi id se ya phir account number par Paisa send karan chahte hai jisse par Paisa sen karna chahte hai use Select kar ke send par Click karana hai.

Send Instructions

Send Money to:

1. Mobile No.

3. UPLID

4. Saved Beneficiary

5. IFSC, A/C No.

IMG 20220311 082529

 

10 Main Mobile Number 1 ko Select kar ke send kar diya .

11. Ab aap ko jise bhi Money send karan hai uska Mobile number Dale.

IMG 20220311 082529

 

12. Ab aap ko jise money send kar rhe ho uska Number aajaye or uske niche aap ko Amount dalna hai aap jitna money send karan hai. Uske baad send par Click karna hai.

IMG 20220311 082529

13 ab aap ko reMark Dene ko kaha jayega matalb aap aap kuchh bhi type kar dena Ex . Gift uske baad send par Click karna hai.

14. Ab aap ko apna Upi MPin dalna hai uske baad send par Click kar dena hai.

IMG 20220311 083045

15. Ab aap ko Payment Successful Ho jayega.

 

16 Ab aap ko jise bhi Money send kiye use save karan chahte ho tab Save Contact par Click kar ke save kar sakte ho ya Cancel par Click kar dena hai.

Bina Internet Ke Bank Balance Check kaise kare jane.

1 . Ab aap ko *99# dail kar dena hai tab aap ko bahut sare options aayega.

1. Send Money

2. Request Money

3. Check Balance

4. My Profile

5. Pending Requests

6. Transactions

7. UPI PIN

2. Ab aap ko Check Balance 3 type kar ke send kar dena hai.

3. Ab aap ko MPin dalna hai uske baad aap ko jitna aap ke Bank me Balance hoga wo bata dega.

Search Tags :

बिना इंटरनेट पैसा भेजना सीखें,

Bina Internet Ke Upi Se paisa kaise bheje

How to send money without internet,

how to transfer money without internet,

Bina Internet Ke Upi Se paisa kaise bheje

bina internet ke paisa kaise bheje,

bina internet ke paisa transfer kaise kare,

Google pay,

Bina Internet Ke Upi Se paisa kaise bheje

Paytm,

Phonepay,

Googlepay, UPI,

Bina Internet Ke Upi Se paisa kaise bheje

upi,

upi payment,

Online payment,

Bina Internet Ke Upi Se paisa kaise bheje

How to use upi without internet,

bina internet ke upi use kaise kare,

How to send money from keypad phone,

keypad mobile se online payment kaise kare,

Online Karo,

online karo,

onlinekaro

Hi guys Mera name Dhiraj Roy hai or mujhe sabhi ko help karna accha lagta hai. Main is website ko aap logo ki help karne ke liye Banaya hu.

Leave a Comment