blogger ke post me dusre post ke url link kaise add kare

Hi friends

App main app ko batauga ki blogger ke post me dusre post ke url link kaise add kare kishi bhi Blogger post me koi bhi post ka link kaise add karte hai new blogger Jo banate hai to unhe pata hi nhi hota hai.

Ki kishi bhi dusare post ka link Jo post kar rhe hai usme kaise add kare or ham jab bhi post karte hai to name link add karna hi parta hai taki hamare visitor ko koi problems na ho or aasani ke koi bhi post mil jaye to chaliye jante hai blogger ke post me dusre post ke url link kaise add kare

blogger ke post me dusre post ke url link kaise add kare

blogger ke post me dusre post ke url link kaise add kare

Steps ko follow kare.

1.Blogger.com par login ho jaye phir dashboard par jaye.

2.Ab app jis post me link add karna chahte hai us post ko Edit par click kar ke  open kare.

3.Ab app ko jaha post me link dena hai waha click kare phir edit bar me “Link” par click kare.

Hindimetrips.blogspot.com

 

4.Ab ek popup windows khulega. usme aapko dusri post ka link add karna hai.Main steps by steps bataya hai ummid hai app samjh jayege.

5.Text to display : yaha par aap ko us post ka name likhna hai. jo app post me add karna chahate hai.

6.Link to : To what URL should this link go ? – is box me aapko us post ka link (URL) add karna hai.

7.Web address : agar aap kisi post ka link add karna chahate hai to web address select kare.

8.Email address : or agar aapko post me koi email add karna hai to wo email add kare.

9.Test this link : ye char step follow karne ke bad agar aap chaho to yaha par click karke check kar sakte ho ki link kam kar raha hai ya nahi.

10.open this link in a new windows : Agar aap chahate hai ki jab koi aapki post pade or is post par click kare to wo post alag windows me open ho to yaha tick kare.

11.Add ‘Rel=nofollowattribute : agar aap chahate hai ki search engine is post ko index na kare to nofollow par tick kar sakte ho. ye option isliye diya jata hai ki aap post me add kiye sare link search engine se chupa sakte hai.

12. Ab ok par click kare.

agar app ko kuchh problem ho to niche comments  kare.

Search Tags :

blogger ke post me dusre post ke url link kaise add kare

blogger ke post me dusre post ke url link kaise add kare

Hi guys Mera name Dhiraj Roy hai or mujhe sabhi ko help karna accha lagta hai. Main is website ko aap logo ki help karne ke liye Banaya hu.

Leave a Comment